Albeliya Lyrics by Shreya Ghoshal

Koi parda, koi alat
Meri hi aankhon mein
Maare maare hai taana
Maare maare hai taana
Jab jhijhaki jab kaanpe hothon ki jori
To main ne haan.. main ne.. jana
Main ne main ne aa.. jana

Main to azadi me bhi qaid ho gai
Mere albeliya tu kheliyaa
Main to azadi me bhi kaid ho gai
Mere albeliya tu kheliyaa
Albeliya ve tu kheliyaa

Badla hai sheesha ya main ho gai nayi
Mere albeliya tu kheliyaa
Albeliya ve tu kheliyaa

Main jo duniya ka chehra nihaarun
Unko hi paaun
Par wo jab bhi meri or dekhein
Chehra chupaaun haan
Khwaabon mein har mere khuda
Rang bhar rahe hain
Unka junoon aur meri jaan ek kar rahe hain
Haye lutne mein kitna maza hai, kaise bataun

Dekhun khud ko to jaise aur hai koi
Mere albeliya tu kheliyaa
Dekhun khud ko to jaise aur hai koi
Mere albeliya tu kheliyaa
Albeliya ve tu kheliyaa

Jhooti main jhooti thehri tu sahi, sahi
Mere albeliya tu kheliyaa
Albeliya ve tu kheliyaa

Albeliya
Albeliya
Tu kheliyaa
Albeliya tu kheliyaa
Tu kheliyaa

Albeliya
Albeliya
Tu kheliyaa
Albeliya tu kheliyaa
Tu kheliyaa