Song: Shayrana
Album: Daawat-e-Ishq
Singer: Shalmali Kholgade
Music: Sajid-Wajid 
Lyrics: Kausar Munir


Shayarana Lyrics - Shalmali Kholgade

Jini haveli hai, khushbu teri hai
Main mehak rahi hoon
Jini haveli hai, khushbu teri hai
Main mehak rahi hoon
Khatti hai, meethi hai, boliyan teri hain
Main chehak rahi hoon
Tu chaahat puraani, sharaarat nayi hai
Yakeen to dila de, tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi

Hui hui main to hui shayarana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Gungunaane lagi aashiqana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
O ooo.. aa.. shayarana hui

Shayarana, shayarana, shayarana.. hui

Chaand chhal ke chal diya hai
Din mein hi nikal liya hai
Khwaab tod laya hai mere liye naye 
Aage peechhe baahein kheenche
Ud rahi hain yeh hawaayein
Raahein dhoondh laayi hain mere liye nayi
Shayarana, shayarana ho gayi main shayarana
Shayarana, shayarana sha ra ra ra ra ra shayarana..
Tu hasrat puraani, tu aadat nayi hai
Yakeen to dila de tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi

Hui hui main to hui shayarana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Gungunaane lagi aashiqana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Oh ooo.. aa.. shayarana hui

Pa para ra paara ra ra pa pa pa para aaiiii
Pa paara ra

Kahein jo sakhiyan, sone jo takiyaan
Tu hai woh kahaani
Kahein jo sakhiyan, sone jo takiyaan
Tu hai woh kahaani
Laagi jo bas mein, rahe na bas mein
Tu hai woh ravaani
Main jis pe fidaa hoon adaa ban gaya tu
Jo sach ho gayi woh dua ban gaya tu
Ki haaye zubaan bhi phisalne lagi

Hui hui main to hui shayarana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Shayarana o oh shayarana o..

O shayarana shayarana shayarana
Shayarana na na na na
Shana na na na na
Shayarana hui yeah yei
Shayarana hui
Shayarana hui